Download MP3 Khwabon Si Jo by Ali Azmat & Sujith Kumar

EntertainmentDownload MP3 Khwabon Si Jo by Ali Azmat & Sujith Kumar

Artist: Ali Azmat and Sujith Kumar

Song: Khwabon Si Jo

   

OST: War Chhod Na Yaar

Click below to listen and download Khwabon Si Jo by Ali Azmat & Sujith Kumar

 

 

 

Lyrics:

Lyrics of Khwabon Si Jo:

Khwabon si jo ek baat thi

Aaj woh sach hui

Khwabon si jo ek baat thi

Aaj woh sach hui

Dil mein kahi jo aas thi

Kal woh rang layegi

Sab ko hai yakeen

Woh subah aayegi

Sab ko hai yakeen

Woh subah aayegi

Toofan hai hum

Apna hunnar

Maloom hai

Hum ko yahaan

Jis or bhi hum chal pade

Rasta naya milta wahaan

Na na na…

Dabi hui si jo aag thi

Subah hui toh jal padi

Har zor door tak

Roshni bikhar gayi

Har zor door tak

Roshni bikhar gayi

Sooraj kahe

Jab hausla

Toh kyun bala

Hum chup rahe

Jo hai kisi

Deewar ho

Piglake hum

Ab kyun sahe

Na na na…

Yahan wahan jahaan bhi dekha hai

Nazar nazar gazab ki tewar hai

Ulaj gayi hai chand mohoron ki

Eet ka jawaab pattar hai

Sama samah adhik chad jaye

Inkilab aaj ayega

Josh sarfire iraadon ka

Aaj dekho rang layega

Milon ki jo raah thi

Aaj woh tayi hui

Milon ki jo raah thi

Aaj woh tayi hui

Kal se aaj ki

Dooriyaan seemat gayi

Kal se aaj ki

Dooriyaan seemat gayi

Badli zameen ye aasmaan

Niklega ab sooraj naya

Charo taraf hai kalbali

Hona toh jo woh ho gaya

Na na na…

Khwabon si jo ek baat thi

Aaj woh sach huyi

Must read

Recent News

Pakistan’s foreign reserves reach $13.43 billion

0
Total reserves: $13.4 billion, up by $36.9 million SBP reserves: $8.0 billion, up $4 million Commercial Banks reserves: $5.4 billion, up by $32.9...

AUD to INR: Australian Dollar to Indian Rupee Today – 29 March 2024

0
The Australian Dollar (AUD) was trading at 54.28 as per the Indian Rupee (INR) on Friday.Currently, Indians are now the second-largest migrant group in...

USD to PKR: USD Dollar Rate in Pakistan Today – 29 March 2024

0
The US Dollar (USD) was being bought and sold at Rs 278.2 and Rs 280.9 in the Open Market against the Pakistani Rupee (PKR)...

Gold Price in Pakistan Today – 29 March 2024

0
On Friday (March 29, 2024), the gold rate for one tola of 24-karat in Karachi, Pakistan, is Rs 229,900.000.It's important to note that gold...
The Media Circus staged by judges in Pakistan

The Media Circus staged by judges in Pakistan

0
Islamabad, Pakistan: The Chief Justice of the Supreme Court of Pakistan Qazi Faez Isa, and Prime Minister Mian Shehbaz Sharif held a meeting to...
Advertisement